Urs Mubarak

Hazrat Nizamuddin Auliya Urs Dargah Sharif Delhi hazrul remo

Hazrat Nizamuddin Auliya Urs Dargah Sharif Delhi hazrul remo

Hi I am Hazrul welcome to my Blog hazrul remo
aaj maine aapko is video me dikhaya hai
Hazrat Khwaja Nizamuddin Auliya (R.A) Ki Dargah Sharif Delhi

Hazrat Nizamuddin Auliya Ki Dargah Sharif Delhi

Hazrat Khwaja Nizamuddin Auliya (R.A) Ki Dargah Sharif Delhi

Hazrat khwaja Nizamuddin Auliya (R.A) Ka Janam Uttar Pradesh Ke Jile Badayun Sharif Mein Hua Hai Aapke Walid Ka Naam Hazrat Syed Ahmad (R.A) Hai Aur Aapki Walida Ka Naam Hazrat Bibi Zulaikha (R.A) Hai Aur Aap Hazrat Baba Fariduddin Ganj Shakar (R.A) Ke Khalifa Hai

Hazrat Nizamuddin Auliya (R.A) Ka Urs Mubarak

Hazrat Nizamuddin Auliya (R.A) Ke Urs Main Duniya Bhar Se Lakho Log Aate Hain Apni Hazri Apna Salam Pesh Karne Ke Liye Aur Hazrat Nizamuddin Auliya (R.A) Ki Dargah Sharif Ka Urs 5 Dino Tak Manaya Jata Hai Hazrat Nizamuddin Auliya Urs Date 16 Rabi-ul Sani Se 20 Rabi-ul Sani Tak Manaya Jata Hai

Hazrat Nizamuddin Auliya Urs Date

16 Rabi-ul Sani Urs Start 6:00 PM Baje Tilawat-e-Quran Pak Fateha Dua Urs Sharif Ki Qawwali Langar Aur Tabarruk Jayerino Mein Taksim Kiya Jata Hain

17 Rabi-ul Sani 8 PM Tilawat-e-Quran Paak Bari Raat Special Dua Aur Tabarruk Jayerino Mein Taksim Kiya Jata Hain

18 Rabi-ul Sani 11 AM Tilawat-e-Quran Paak Bada Kul Sharif Special Dua Sab Ke Liye Aur Qawwali Aur Langar

19 Rabi-ul Sani 11 AM Tilawat-e-Quran Paak Qul Sharif Dua E Khair Sab Ke Liye Qawwali Aur Langar Tabarruk Jayerino Mein Taksim Kiya Jata Hai

20 Rabi-ul-sani 11 AM Tilawat-e-Quran Paak Qul Sharif Dua E Khair Qawwali Aur Langar

Hazrat Khwaja Nizamuddin Auliya (R.A) Ki Dargah Sharif Ka Address

Hazrat Khwaja Nizamuddin Auliya (R.A) Ki Dargah Sharif Delhi India Mein Hai Delhi Junction Railway Station Se Lagbhag 10 Kilometer Dur Hai Aur New Delhi Railway Station Se Lagbhag 8 Kilometre Dur Hai Hazrat Nizamuddin Auliya (R.A) Ki Dargah Sharif

Google Map Location

Hazrat Nizamuddin Auliya Ki Dargah Sharif Delhi
Hazrat Nizamuddin Auliya Ki Dargah Sharif Delhi

Khwaja Nizamuddin Auliya (R.A) Ki Dargah Sharif Delhi

Agar aapko hamari video Pasand aaye to like kijiye comment kijiye aur Subscribe to jarur kijiye. Thank you so much…………

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Ads Blocker Detected

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these Adblock Extensions or Software