Nasiruddin Chiragh Dehlavi (R.A) Ki Dargah Sharif Delhi hazrul remo
Nasiruddin Chiragh Dehlavi (R.A) Ki Dargah Sharif Delhi hazrul remo
Hi I am Hazrul welcome to my Blog hazrul remo
aaj maine aapko is video me dikhaya hai
Hazrat Khwaja Nasiruddin Chiragh Dihlavi (R.A) Ki Dargah Sharif Delhi

Hazrat Khwaja Nasiruddin Chiragh Dihlavi (R.A) Ki Dargah Sharif Delhi
Aap Ki Wilaadat 1274 Ayodhya Me Hui
Aap Ke Waalid Ka Naam Syed Yahya Bin Syed Abdul Lateef hai
Aap Husaini Saadaat Hain
Aap Ke Daada Syed Abdul Lateef Yazdi Khurasan Se Lahore Tashreef Laaye Aur Phir Faizabaad Ayodhya Me Sukoonat Ikhtiyaar Ki
Jab Aap Ki Umr 9 Saal Ki Hui Tab Aap Ke Waalid Ka Inteqaal Hua
Is Ke Baad Aap Ki Waalida Ne Aap Ki Parwarish Ki Aap Ne Ibtidaai Ta’aleem Maulana Abdul Kareem Sherwani Se Haasil Ki Aur Maulana Iftikhaar-ud-deen Jlaani Se Mazeed Ta’aleem Haasil Ki Aap Delhi Tashreef Laaye Aur Hazrat Khwaja Nizamuddin Auliya ( R.A) Se Mureed Hue
Google Map Location
New Delhi Railway Station Se Lagbhag 15 Kilometre Dur Hai Dargah Sharif
Old Delhi Railway Station Se Lagbhag 20 Kilometre Dur Hai Dargah Sharif


Agar aapko hamari video Pasand aaye to like kijiye comment kijiye aur Subscribe to jarur kijiye. Thank you so much…………