Tala Sharif Dargah Burhanuddin Chishti Tala Jaipur hazrul remo
Tala Sharif Dargah Burhanuddin Chishti Tala Jaipur hazrul remo
Hi I am Hazrul welcome to my Blog hazrul remo
aaj maine aapko is video me dikhaya hai
Hazrat Burhanuddin Chishti (R.A) Ki Dargah Tala Sharif
Tala Sharif Dargah Hazrat Burhanuddin Chishti (R.A) Ki Dargah Tala Sharif Jaipur
Hazrat Burhanuddin Chishti (R.A) Ki Dargah Sharif Ko Tale Ki Dargah Ke Naam Se Bhi Log Jante Hai Tala Sharif Dargah Ka Jo Man Gate Hai Doston Use Kafi Khubsurat Tarike Se Banaya Gaya Hai Dargah Sharif Ka Angan Bhi Kafi Bada Hai Aur Dargah Sharif Ke Charo Taraf Hare Bhare Ped Hai Joke Kafi Khubsurat Dikhte Hai
Tala Sharif Dargah Ki Ziyarat
Agar Aap Tala Sharif Dargah Ki Ziyarat Ke Liye Jana Chahte Hai To Kuchh Baato Ka Aapko Dhyan Rakhna Hoga Tala Sharif Dargah Jaipur Railway Station Se Lagbhag 45 Kilometre Dur Hai Aur Jaipur Sindhi Camp Bus Station Se Lagbhag 43 Kilometre Dur Hai Aur Yaha by Road Hi Ja Sakte Hai Dargah Sharif Mein Jaane Se Pahle Sar Pe Topi Laga Le Ya Fir Rumal Bandh Le Aur Jute Chappal Utarna Avashyak Hai
Apni Mannato Ko Pura Karna
Tala Sharif Dargah Ki Ziyarat Ke Liye Kafi Dur Dur Se Zayerin Aate Hai Aisa Mana Jata Hai Dargah Sharif Mein Dhaaga Bandhne Se Aur Chadar Phool Chadhane Se Hazrat Burhanuddin Chishti ( R.A) Ki Dua Se Allah Ke Karam Se Logo Ki Mannate Puri Hoti Hai
Google Map Location
Jaipur Junction Railway Station Se Lagbhag 45 Kilometre Dur Hai Hazrat Burhanuddin Chishti (R.A) Ki Dargah Tala Sharif
Sindhi Camp Bus Station Se Lagbhag 43 Kilometre Dur Hai Hazrat Burhanuddin Chishti (R.A) Ki Dargah Tala Sharif
Tala Sharif Dargah Hazrat Burhanuddin Chishti (R.A) Ki Dargah Tala Sharif Jaipur
Agar aapko hamari video Pasand aaye to like kijiye comment kijiye aur Subscribe to jarur kijiye. Thank you so much…………