Chandipur Mazar

Aapka Naam Hazrat Maulana Mohammed Abid Hussain (R.A) Hai Aur Aapke Walid Ka Naam Hazrat Haji Din Mohammed Mandal Hai

Chandipur Mazar

Hazrat Maulana Mohammed Abid Hussain (R.A) Ka Wiladat India West Bengal Malda Jila Chandipur Gaon Mein Hua Hain

Chandipur Mazar

Hazrat Maulana Abid Hussain (R.A) Ke Bachpan Mein Khas Khyal Rakha Gaya Padhaai Likhai Aur Talim Aur Tarbiyat Mein Khas Khyal Rakha Gaya

Chandipur Mazar

Aapka Bachpan Bade Hi Lad Pyar Mein Bita Hai Agar Aapko Kisi Chij Ke Liye Mana Kar Diya Jata To Aap Us Chij Ke Liye Jid Nahi Karte

Chandipur Mazar

Aap Bahut Hi Shant Mijaj Ke The Lekin Lad Pyar Ke Sath Sath Mein Aapke Walid Majid Ne Aapki Padhaai Likhai Talim Va Tarbiyat Ka Bahut Hi Khas Khyal Rakha

Chandipur Mazar

Shuruaati Talim Aur Tarbiyat Jab Aapki Umar Takriban 6 Sal Hui Tab Aapko Khandan Ke Baccho Ke Vidyalay Mein Dakhil Karaya Gaya

Chandipur Mazar

Aapne Khandani Vidyalay Mein Quran Sharif Padhna Sikha Aur Quran Sharif Ke Chhote Surato Ko Hifz Kiya Aur Urdu Padhna Sikha Aapki Shuruaati Talim Chandipur Mein Hui

Urs Mubarak

Pahle Chandipur Jamidaro Ke Naam Se Jana Jata Tha Lekin Ab Hazrat Maulana Mohammed Abid Hussain (R.A) Ke Naam Se Jana Jata Hai

Urs Mubarak

Har Sal Hujur Maulana Mohammed Abid Hussain (R.A) Ki Dargah Sharif Ka Urs Chait Ke Mahine Mein Manaya Jata Hain