Sambhar Sharif Ki Dargah Urs Khwaja Husamuddin chishty hazrul remo
Sambhar Sharif Ki Dargah Urs Khwaja Husamuddin chishty hazrul remo
Hi I am Hazrul welcome to my Blog hazrul remo
aaj maine aapko is video me dikhaya hai
Hazrat Khwaja Husamuddin chishty Jigar Skhta (R.A) Ki Dargah Sharif Sambhar
Sambhar Sharif Dargah History
Hazrat Khwaja Husamuddin Chishti Jigar Sokhta (R.A) Sultan ul Hind Hazrat Khwaja Moinuddin Chishti (R.A) Ke Pyare Pote Hain Aap Ke Dada Huzoor Ki Dargah Ajmer Sharif Mein Hai Aur Aapke Walid Ka Naam Hazrat Khwaja Fakhruddin Chishti (R.A) Hai Aapke Walid Ki Dargah Sarwar Sharif Mein Hai Aur Aap Hazrat Khwaja Nizamuddin Auliya (R.A) Ke Khalifa Hai Hazrat Khwaja Nizamuddin Auliya (R.A) Ki Dargah Sharif Delhi India Mein Hai
Sambhar Sharif Dargah Urs
Hazrat Khwaja Husamuddin Chishti Jigar Sokhta (R.A) Ki Dargah Sambhar Sharif Ka Urs Mubarak Char Dino Tak Manaya Jata Hain Khwaja Husamuddin Chishti (R.A) Ke Urs Main Duniya Bhar Se Log Aate Hain Hazrat Khwaja Husamuddin Chishti Jigar Sokhta (R.A) Ki Dargah Sharif Ka Urs Islamic Chand Calendar Ki Tarikh Ke Hisab Se Manaya Jata Hain Sambhar Sharif Urs Date 11 Se 14 Rajab
Sambhar Sharif Dargah Address
Hazrat Khwaja husamuddin Chishti Jigar sokhta (R.A) Ki Dargah Sambhar Sharif Dargah Ki Ziyarat Ke Liye Agar Aap Aana Chahte Hain Jaipur Ajmer highway Par Ek Gaon Aata Hai Dudu Aur Aap Vaha Aate Hain Vaha Se Fir Aap Naraina Gaon Ki Taraf Badte Hain Aur Fir Sambhar Sharif Ata Hai Dudu Se Sambhar Sharif Ki Duri Lagbhag 28.3 Kilometer Ki Hai Ya Fir Agar Aap Train Se Aana Chahte Hain To Aap A Sakte Hain Phulera Junction Railway Station Phulera Junction Railway Station Se Lagbhag 8.3 Kilometer Dur Hai Hazrat Khwaja Husamuddin Chishti Jigar Sokhta (R.A) Ki Dargah Sambhar Sharif
Google Map Location
Dudu Gaon Se Sambhar Sharif Ki Duri Lagbhag 28.3 Kilometer Ki Hai
Phulera Junction Railway Station Se Sambhar Sharif Dargah Ki Duri Lagbhag 8.3 Kilometer Ki Hai
Hazrat Khwaja Husamuddin Chishti Jigar Sokhta (R.A) Ki Dargah Sambhar Sharif Rajasthan
Agar aapko hamari video Pasand aaye to like kijiye comment kijiye aur Subscribe to jarur kijiye. Thank you so much…………